SONG: Ye Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai - ऐ चाँद बता तूने कभी प्यार किया हैं

Ye Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai - ऐ चाँद बता तूने कभी प्यार किया हैं

LYRICS:
ae chand bata tune kabhi pyar kiya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai ae chand bata tune kabhi pyar kiya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai kabhi pyar kiya hai wo jaam jise peeke ye dil jhum raha hai ye dil jhum raha hai din raat khayalo me unhe chum raha hai unhe chum raha hai kya tune bhi wo jaam mohabbat ka peeya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai ae chand bata tune kabhi pyar kiya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai kabhi pyar kiya hai main uski diwani hu wo hai mera diwana main uski kahani hu wo hai mera fasana kya ye bhi maja tune mohabbat ka liya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai ae chand bata tune kabhi pyar kiya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai kabhi pyar kiya hai ae chand agar unki gali tera ho jana agar tera ho jana to jake unhe dil ka mere haal sunana mere haal sunana kahna ke mere dil ne unhe yaad kiya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai ae chand bata tune kabhi pyar kiya hai dil apna kisi chahne wale ko diya hai kabhi pyar kiya hai