SONG: Ye Chaar Din Bahaar Ke - ये चार दिन बहार के

Ye Chaar Din Bahaar Ke - ये चार दिन बहार के

LYRICS:
ye chaar din bahaar ke hansi-khushi guzaar ke bhula do zindagi ke gham bhula do zindagi ke gham bhula do zindagi ke gham nisar tum pe dil mera kategi zindagi sada tumhare pyaar me sanam bhula do zindagi ke gham bhula do zindagi ke gham khilli hui hai chandani chhidi hui hai ragini nazar-nazar me mastiyan ada-ada me shokhiyan hame tumhari justaju tumhe hamari aarzu badhe ye pyaar dum-ba-dum bhula do zindagi ke gham bhula do zindagi ke gham tumhaare dil me ham rahe hamaare dil me tum raho kisi se apni dastaan na ham kahe na tum kaho zamana chahe kuchh kahe zafa kare sitam kare juda na hoge tum se ham bhula do zindagi ke gham bhula do zindagi ke gham