SONG: Ye Bhul Huyi Bhule Se Kabhi Ham Teri Tamanna Kar Bhaithe - ये भूल हुई भूले से कभी हम तेरी तमन्ना कर बैठे

Ye Bhul Huyi Bhule Se Kabhi Ham Teri Tamanna Kar Bhaithe - ये भूल हुई भूले से कभी हम तेरी तमन्ना कर बैठे

LYRICS:
ye bhul bhule se kabhi hum teri tamnna kar baithe hum teri tamnna kar baithe pachhtata hai ab dil rah rah kar kya karna tha aur kya kar baithe kya karna tha aur kya kar baithe malum na tha le jayegi ye dil ki lagi is manjil tak hum ishq me itne mahar huye kafir ko bhi sajda kar baithe kafir ko bhi sajda kar baithe kya tumne kaha kya humne suna kyu raaz ye khulta gairo par khud apni juba se hum apni ruswayi ka chrcha kar baithe ruswayi ka chrcha kar baithe ye bhul bhule se kabhi hum teri tamnna kar baithe hum teri tamnna kar baithe pachhtata hai ab dil rah rah kar kya karna tha aur kya kar baithe kya karna tha aur kya kar baithe