SONG: Ye Bholi Surat Wale (Part I) - आ हसीनों की अदाएं भी, ज़माने से निराली हैं

Ye Bholi Surat Wale (Part I) - आ हसीनों की अदाएं भी, ज़माने से निराली हैं

LYRICS:
aa hasino ki adaaye bhi, jamane se niraali hain wafa ka nam hotho par hai, dil andar se khali hai ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane aji jab dil chaha laga di aag, bujhna kya jane aa nahi aata hai is duniya me, jisko pyar ka sapna jise dekho hathali par, liye phirta hai dil apna ha ye dil ki daulat wale, dil ka lagana kya jane ha ye dil ki daulat wale, dil ka lagana kya jane inki najar me khel hai ulfat, neki dikhana kya jane ha ye dil ki daulat wale, dil ka lagana kya jane na hote hum to aakhir, husnwale bhi kaha hote na raat itni hasi hoti, na din itne jawa hote humne to ye ehsaan kiya hai, wo bhi koi ehsan kare humne to ye ehsaan kiya hai, wo bhi koi ehsan kare honge hamare dil ke tukde, laakh kisi ka dhyan kare honge hamare dil ke tukde, laakh kisi ka dhyan kare dard bata kar hasne wale, dard mitana kya jane ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane na hote hum to kisko, jake dil dete ye diwane hamare naam kar na sake wafa ye matwale pyar se khali dil ki duniya, aur bane hai dilwale pyar se khali dil ki duniya, aur bane hai dilwale rang hai jisme ulfat ka, ham wo fasana kya jane ha ye dil ki daulat wale, dil ka lagana kya jane ye jalim dekhne me, kis kadar nadan hote hai hamari saadagi dekho, in par jan hote hai jisko chaha apna banaya, apna bana kar chhod diya ek najar me chin liya dil, ek najar me tod diya ek najar me chin liya dil, ek najar me tod diya dil ko lubha kar lutne wale, ghar ko basana kya jane ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane kare hum kyu na bedardo se shikwa, unki chalo ka hame badnam karte hai, bura ho ishq walo ka unki wafaye sab batlati, haye wo majbur hue inki mohabbat honi thi, ji bhul gaye jab dur huve inki mohabbat honi thi, ji bhul gaye jab dur huve thes lagakar jane wale, laut ke aana kya jane ha ye dil ki daulat wale, dil ka lagana dil ka lagana, ha dil ka lagana kya jane ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane ha ye dil ki daulat wale, dil ka lagana kya jane ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane ha ye dil ki daulat wale, dil ka lagana kya jane ha ye bholi surat wale, dil ka lagana kya jane