SONG: Ye Bhigi Bhigi Raate Ye Umad Ghumad Barsate - ये भीगी भीगी राते ये उमड़ घुमड़ बरसाते

Ye Bhigi Bhigi Raate Ye Umad Ghumad Barsate - ये भीगी भीगी राते ये उमड़ घुमड़ बरसाते

LYRICS:
ye bhigi bhigi rate ye ghumad ghumad barsate aise me dil pe kar le do char nazar ki bate baho me aake kho ja kho ja, kho, jau mai kaha ye jami ye jaha chhod ke raah me mujhe chal diya karwa chhod ke, jau mai kaha raat gujarti jaye aas nazar na aaye ro na saku ab rote rote aankh bhi sharmaye, ho jau mai kaha ye jami ye jaha chhod ke raah me mujhe chal diya karwa chhod ke, jau mai kaha ye bhigi bhigi rate ye ghumad ghumad barsate aise me dil pe kar le do char nazar ki bate baho me aake kho ja kho ja, kho ja, jau mai kaha ye jami ye jaha chhod ke raah me mujhe chal diya karwa chhod ke, jau mai kaha dard bhari tanhai yaad teri phir layi chhed rahi hai khud afsane dur kahi shahnai, ho jau mai kaha ye jami ye jaha chhod ke raah me mujhe chal diya karwa chhod ke, jau mai kaha jau mai kaha