SONG: Ye Bhakti Ka Bhandar - ये भक्ति का भण्डार

Ye Bhakti Ka Bhandar - ये भक्ति का भण्डार

LYRICS:
ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar tum kumbh mela dekh lo bhai kumbh mela ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar chaaro or sugandh hai anand hi ananad hai chaaro or sugandh hai anand hi ananad hai saare nar nari lagte hai vedo ke bikhare chhand hai vedo ke bikhare chhand hai sabke hai bade vichaar sab ke man me hai pyaar sabke hai bade vichaar sab ke man me hai pyaar tum kumbh mela dekh lo bhai kumbh mela ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar rishiyon muniyo ki vaani hai har koi lagta gyaani hai rishiyon muniyo ki vaani hai har koi lagta gyaani hai jo is mele me ghum raha bhagwaan rup wo praani hai bhagwaan rup wo praani hai hai dharam hi aadhaar, ye aisa hai sansaar hai dharam hi aadhaar, ye aisa hai sansaar tum kumbh mela dekh lo bhai kumbh mela ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar ye sant mahant anant are is bheed me sare dev phire ye sant mahant anant are is bheed me sare dev phire is mahakumbh ke mele me brahma vishnu shankar vichre brahma vishnu shankar vichre ye swaym ek avtaar bhagwaan khade saakaar ye swaym ek avtaar bhagwaan khade saakaar tum kumbh mela dekh lo bhai kumbh mela ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar ye bhakti ka bhandaar ye mukti ka hai dwaar