SONG: Ye Bata De Mujhe Zindagi Pyar Ki Raah Ke Humsafar - ये बता दे मुझे जिन्दगी प्यार की राह के हमसफ़र

Ye Bata De Mujhe Zindagi Pyar Ki Raah Ke Humsafar - ये बता दे मुझे जिन्दगी प्यार की राह के हमसफ़र

LYRICS:
ye bata, ye bata ae jindagi ke faatma ye bata, ye bata ae jindagi ke faatma saamne tere luta kyu kaarwa ye bata ae jindagi ke faatma apne ghar ko aag laga di yun basti bhi viraan hui apni duniya aap luta di har mushkil aasaan hui le chuka kya diljalo ka imthaan ye bata, ye bata ae jindagi ke faatma dil me basne waale tune dil ka shisha chur kiya baat baat par hansne waale rone par majbur kiya dur hai majbur hai jaaye kahan ye bata, ye bata ae jindagi ke faatma dekh tabahi honth seeye to chhale dil ke fut pade tere man ko chot lagi aakaash se taare tut pade aankh se tapki jo meri daastaan ye bata, ye bata ae jindagi ke faatma ye bata, ye bata ae jindagi ke faatma