SONG: Ye Bambai Shehar Ka Bada Naam Hai - ये बम्बई शहर का बड़ा नाम हैं

Ye Bambai Shehar Ka Bada Naam Hai - ये बम्बई शहर का बड़ा नाम हैं

LYRICS:
ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai andho ko sujhe yaha dur ki aankh valo ko milta nahi rasta sunta nahi koi majbur ki kisi ko kisi se nahi vasta suno bhiya mera ye paygam hai suno bhiya mera ye paygam hai bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai aalu ko bole batata yaha namste ko kahte hai tata yaha amrud se bhi anda bda yaha huye hai naye nam payda ye jisko bulaye si si si hairat ka yaro har ek kam hai bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai kahi rah bhaiya kahi bebi nanda satte ki manin hai filmo ka dhanda jo lag jaye number ban jaye banda jo number na aaya to mangoge chanda jara bachke rahna suno mera kahna agar meri mano bura kam hai bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai bijli se chalti yaha gadiya taramo baso ka ajab sa hai khel jo kismat se inme jagha mil bhi jaye to dhake pe dhaka nikal jaye tel badi bhid hai bada shor hai magar kar valo ko aaram hai bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye barli ka naka ye dadr ka circal yaha ka dikhaye tume ek ltka divano ki toli hasino ki halchal nahi hai sharifo ko koi bhi khatka nadan hai vo hairan hai jo hosiyar hai vo nakam hai bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka bada kam hai jaha dekhta hu jidhar dekhta hu mai ladki ko ladka bana dekhta hu aye mere bhagwan ye kya dekhta hu jamane ki ulti ada dekhta hu ye bharat ki beti haya khoke baithi ab inko bachana tera kam hai bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai ye bambai shehar ka bada nam hai par gadbad gutale ka har kam hai