SONG: Ye Bala Jaan Hi Par Jaati Hai - ये बला जान ही पर जाती है

Ye Bala Jaan Hi Par Jaati Hai - ये बला जान ही पर जाती है

LYRICS:
aatishe ishk ji jalati hai ye bala jan hi par jati hai ab khabar le ke har ghadi hamko ye judayi bahut tadpati hai ham tujhpe kis hawas ki falak just ju kare dil hi nahi raha jo kuch aarzu kare haye allah aalam ki takote or ye andaze bala andaz wahi samjhe meri aah ka jakhmi jo ho chuka ho kisi ki nigah ka sitam hai subah ka aalam kaha hai ab to aaja sitare ban gaye sabnam sitare ban gaye sabnam kaha hai ab to aaja shahar ka sham ka diwana tera bar bar aaya nigahe naz idhar to dekh tera bekarar aaya