SONG: Ye Baharo Ke Din Ye Suhana Sama - ये बहारों के दिन ये सुहाना समाँ

Ye Baharo Ke Din Ye Suhana Sama - ये बहारों के दिन ये सुहाना समाँ

LYRICS:
ye baharo ke din ye suhana sama ye suhana sama ab to sun lijiye pyar ki dastan ab to sun lijiye pyar ki dastan ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha aaj gate chalo muskurate chalo mastiya jindagi ki lutate chalo ab nahi koi gam apni manjil pe ham aa gaye hain sanam dono sathi mile ban gaya karva ban gaya karva ab to sun lijiye pyar ki dastan ab to sun lijiye pyar ki dastan ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha tum hamare hue ham tumhare hue mil gaye do mohabbat ke maare hue tere dam se sanam hai ye dil ka chaman pyar ki anjuman jindagi hai hasin aarzu hai jawan aarzu hai jawan ab to sun lijiye pyar ki dastan ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha ye baharo ke din ye suhana sama ye suhana sama ab to sun lijiye pyar ki dastan ab to sun lijiye pyar ki dastan ye baharo ke din ho ho ho ha ha ha