SONG: Ye Baharo Ka Sama, Chand Taro Ka Sama (By Lata) - ये बहारों का समां चाँद तारों का समां

Ye Baharo Ka Sama, Chand Taro Ka Sama (By Lata) - ये बहारों का समां चाँद तारों का समां

LYRICS:
ye baharo ka sama chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama aasma se rang banke, bah rahi hai chandni aasma se rang banke, bah rahi hai chandni bezubani ki zuban se, kah rahi hai chandni jagti rut ka jaha, so na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama raat ke hamrah dhalti, ja rahi hai zindagi raat ke hamrah dhalti, ja rahi hai zindagi sama ki surat pighalti, ja rahi hai zindagi roshni bhujh kar dhua, ho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama aa zara hans kar, nigaho me nigahe dal de aa zara hans kar, nigaho me nigahe dal de hasrato ka karvaan, kho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama