SONG: Ye Baharo Ka Sama, Chand Taro Ka Sama (By Hemant Kumar) - ये बहारों का समां, चाँद तारों का समां

Ye Baharo Ka Sama, Chand Taro Ka Sama (By Hemant Kumar) - ये बहारों का समां, चाँद तारों का समां

LYRICS:
ye baharo ka sama, chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja, ye baharo ka sama zindgani dard ban jaye kahi aisa na ho zindgani dard ban jaye kahi aisa na ho saans aahe sard ban jaye kahi aisa na ho dil tadap kar na gaha, so na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama, chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja, ye baharo ka sama kya hua kyu is tarah tune nigahe pher li kya hua kyu is tarah tune nigahe pher li meri raaho ki taraf se apni raahe pher li zindagi ka karwa kho na jaye aa bhi ja ye baharo ka sama, chand taro ka sama kho na jaye aa bhi ja, ye baharo ka sama