SONG: Ye Bahakti Ghataye - ये बहकती घटाये

Ye Bahakti Ghataye - ये बहकती घटाये

LYRICS:
ye bahakti ghataaye ye mahakti hawaaye kah rahi hai humse tumse jaane kya afsaana kahti hai ye ghataaye kahati hai ye hawaaye dhadakano ki saaj par ab chhed dil ka tarana ye bahakti ghataaye kya haseen bahaare kya jawaa hai mausam chha raha hai dil par ek nashe ka aalam chha raha hai dil par ek nashe ka aalam ishq hai husn hai aur phir tanhaai ye bahakti ghataaye ye mahakti hawaaye kah rahi hai humse tumse jaane kya afsaana ye bahakti ghataaye patharo ke nagme waadiyo ke saaye aaj hum khwaabo ki anjuman me aaye aaj hum khwaabo ki anjuman me aaye aapke pyar se aarju sharmaaye ye bahakti ghataaye ye mahakti hawaaye kah rahi hai humse tumse jaane kya afsaana ye bahakti ghataaye