SONG: Ye Bahaar Ye Sama, Ye Jhoomti Jawaniya - ये बहार ये समां ये झूमती जवानियाँ

Ye Bahaar Ye Sama, Ye Jhoomti Jawaniya - ये बहार ये समां ये झूमती जवानियाँ

LYRICS:
ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya dekhiye kidhar kidhar jaiye kaha kaha ye bahar ye sama bahake is tarah husn ishq ki najar chala hai rah bhul ke jaise koi bekhabar mastiyo me dubati lo chali hai jindgi ho gaya hai pyar ke kabil ye jahan ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya dekhiye kidhar kidhar jaiye kaha kaha ye bahar ye sama dekh aisa waqt na mile jindgi me gori gori baho ne laga di aag pani me dekh aisa waqt na mile jindagi me gori gori baho ne laga di aag pani me kisne rang ghola hai mauj ek shola hai jal rahe hai aaj ye jamino aasma ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya dekhiye kidhar kidhar jaiye kaha kaha ye bahar ye sama