SONG: Ye Badnaseeb Bachha (Sad)

Ye Badnaseeb Bachha (Sad)

LYRICS:
ye badnaseeb bachha taqdeer ka hai mara itne bade jaha me ye ek besahara ye badnaseeb bachha taqdeer ka hai mara itne bade jaha me ye ek besahara ye badnaseeb bachha taqdeer ka hai mara bachpan se iske sar pe naa baap ka hai saaya naa maa ne loriya sunaai naa doodh hi peelaya pee pee ke aapne aasu karta hai ye guzara ye badnaseeb bachha taqdeer ka hai mara mujhko janam diya kyu berahm zindagi ne kude ke dher me kyu feka muhe kisi ne daaman pakad ke ek din puchega ye humara ye badnaseeb bachha taqdeer ka hai mara kuch der ho naa jaye andher ho naa jaye ungli pakadle koi kiski ye kho naa jaye ye bhul hai kisi ki ye pusp hai humara ye badnaseeb bachha taqdeer ka hai mara