SONG: Ye Baaten Jhuthi Baaten Hain - ये बातें झूठी बातें हैं

Ye Baaten Jhuthi Baaten Hain - ये बातें झूठी बातें हैं

LYRICS:
ye baate jhuthi baate hain ye baate, ye baate, ye baate ye baate jhuthi baate hain ye baate jhuthi baate hain ye logo ne phailaai hain ye baate jhuthi baate hain ye baate jhuthi baate hain ye logo ne phailaai hain tum insa ji ka naam na lo tum insa ji ka naam na lo kya insa ji saudai hai ye baate jhuthi baate hain ye logo ne phailaai hain hai laakho rog zamaane me kyo ishq hai ruswa bechara hai laakho rog zamaane me kyo ishq hai ruswa bechara hai aur bhi wajahe wahshat ki insan ko rakhti dukhiyara han bekal bekal rahta hai wo preet me jisne dil hara par shaam se lekar subho talak yun kaun fire hai aawara ye baate jhuthi baate hain ye logo ne phailaai hain ye baate, ye baate gar ishq, gar ishq kiya hai tab kya hai kyo saaz nahi aawaj nahi gar ishq kiya hai tab kya hai kyo saaz nahi aawaj nahi jo jaan liye bin tal na sake ye aisi bhi ustad nahi ye baat to tum bhi manoge wo kaish nahi farhaa nahi kya hibr ka daaru mushkil hai kya fasl ki mushte yaad nahi ye baate jhuthi baate hain ye logo ne phailaai hain ye baate, ye baate jo humse kaho hum karte hain kya insaa ko samajhana hai jo hamse kaho hum karte hain kya insaa ko samajhana hai us ladki se bhi kah lege jo ab kuch aur zamana hai ya chhode ya taslim kare ye ishq hai ya afsaana hai ye kaisa gorakh dhadha hai ye kaisa tana bana hai ye baate jhuthi baate hain ye logo ne phailaai hain ye baate, ye baate ye baate jhuthi baate hain ye baate jhuthi baate hain tum insha ji ka naam na lo kya insha ji saudai hai ye baate jhuthi baate hain ye logo ne phailaai hain ye baate, ye baate