SONG: Ye Baat Koi Samjhaye Re Kyo Aaj Nazar - ये बात कोई समझाए रे क्यूँ आज नज़र

Ye Baat Koi Samjhaye Re Kyo Aaj Nazar - ये बात कोई समझाए रे क्यूँ आज नज़र

LYRICS:
ye baat koi samjhaye re kyu aaj nazar sharmaye re ye baat koi samjhaye re kyu aaj nazar sharmaye re maine dil se kaha kya baat hai kaha dil ne milan ki raat hai maine dil se kaha kya baat hai kaha dil ne milan ki raat hai kahe ghunghat me mukhda chupaye re kyun aaj nazar sharmaye re ye bat koi samjhaye re kyun aaj nazar sharmaye re mera manwa manaye ranag raliya pas aagai hai saajan ki galiya mera manwa manaye ranag raliya pas aagai hai saajan ki galiya meri chunari hawa me lehraye re kyun aaj nazar sharmaye re ye bat koi samjhaye re kyu aaj nazar sharmaye re o dekho dekho baji shehnaiya mohe aane lagi angdaiyan dekho dekho baaji shehnaiya mohe ane lagi angdaiyan meri patli kamar balkhaye re kyun aaj nazar sharmaye re ye baat koi samjhaye re kyun aaj nazar sharmaye re