SONG: Ye Baat Bade Hi Raaz Ki Hai - ये बात बड़े ही राज़ की है

Ye Baat Bade Hi Raaz Ki Hai - ये बात बड़े ही राज़ की है

LYRICS:
ye bat bade hi raz ki hai ye bat bade hi raz ki hai ye bat zamana kya jane ye bat bade hi raz ki hai ye bat zamana kya jane jo gum hai sham ke sine me wo gum parwana kya jane wo gum parwana kya jane wo gum parwana kya jane ye bat bade hi raz ki hai gum hota agar tere dil me tere dil me ji tere dil me gum hota agar tere dil me to hamko jalati kyu shama to hamko jalati kyu shama jo aag lagana sikha ho jo aag lagana sikha ho wo aag bujhana kya jane wo aag bujhana kya jane wo aag bujhana kya jane ye bat bade hi raz ki hai agar dawa hai ulfat ka to rakho pase ulfat bhi hai jinka ishk sacha ho game dil kise kahte hai mohabbat karne walo ki yahi to shan hoti hai shama ki tarah jalte hai magar khamosh rahte hai ye raz hai meri mahfil ka ye raz hai meri mahfil ka koi begana kya jane koi begana kya jane aji koi begana kya jane jo gum hai sham ke sine me wo gum parwana kya jane ye bat bade hi raz ki hai agar ulfat na hoti to ye sina chak kyu hota tere hi aag me parwana jal kar khak kyu hota teri mahfil me yu to or bhi diwane aate hai par apni jan dene ko fokat parwane aate hai agar hum na hote ho tu bhi na hoti agar hum na hote ho tu bhi na hoti agar gul na hote ho gu bhi na hoti agar gul na hote ho gu bhi na hoti tere husn ka naz hai parwana tere ishk ka naz hai parwana tere husn ka naz hai parwana tere ishk ka naz hai parwana tera soz hai saz hai parwana teri aawaz hai parwana tera soz hai saz hai parwana teri aawaz hai parwana teri aan ban hai parwana teri shan shan hai parwana teri aan ban hai parwana teri shan shan hai parwana parwana parwana parwana magar fir bhi hasrat hai hua dil jispe diwana usi bedard sham se hame samjha hai begana ke jo aag lagana sikha ho wo aag bujhana kya jane wo aag bujhana kya jane wo aag bujhana kya jane ye bat bade hi raz ki hai na to husn hai kam na to ishk hai kam jab dono mile to pyar bana jab dono mile to pyar bana gul bhi the kahi bulbul bhi kayi jab dono mile guljar bana jab dono mile guljar bana jab tak ye dunia kayam hai ulfat ka rahega afsana ulfat ka rahega afsana jab jab bhi shama roshan hogi aata hi rahega parwana aata hi rahega parwana tera husn rahe tera husn rahe mera ishk rahe or pyar bhari takrar rahe or pyar bhari takrar rahe chahe mai na rahu chahe mai na rahu chahe tu na rahe par jinda hamara pyar rahe par jinda hamara pyar rahe jis dil me kisi ka ishk na ho wo ye afsana kya jane wo ye afsana kya jane wo ye afsana kya jane ye bat bade hi raz ki hai ye bat zamana kya jane