SONG: Ye Aawara Raatein - ये आवारा रातें

Ye Aawara Raatein - ये आवारा रातें

LYRICS:
ye aawara ratein ye khoi si batein ye uljha sa mausam ye nazro ki batein kahan aa gaye hum kahan ja rahe the kahan aa gaye hum kahan ja rahe the ye nagan se balkhaye ye khyawo ke saye ye chhitke se tare jo palko pe chhaye kahan aa gaye hum kahan ja rahe the ye aawara ratein ye khoi si batein ye uljha sa mausam ye nazro ki batein kahan aa gaye hum ye soyi si galiyan ye kumlaai si kaliyan ye aankho ke bhanware kare rang raliya kahan aa gaye hum kahan ja rahe the ye aawara ratein ye khoi si batein ye uljha sa mausam ye nazro ki batein kahan aa gaye hum ye bikhri si hawaye ye tuti si aahen bhulaye sabhi ko nazro ki bahaye kahan aa gaye hum kahan ja rahe the kahan aa gaye hum kahan ja rahe the