SONG: Ye Aansu Muskurate Hai Zamane Ki Jafa Par - ये आँसू मुस्कुरातें है ज़माने की जफा पर

Ye Aansu Muskurate Hai Zamane Ki Jafa Par - ये आँसू मुस्कुरातें है ज़माने की जफा पर

LYRICS:
ye aasu muskurate hai zamane ki zafa par mohabbat karne wale jan dete hai wafao par dil ka afsana kahega jal ke parwana kahega jal ke parwana ho nahi sakte kabhi hum unse begana kahega jal ke parwana dil ka afsana kahega jal ke parwana kahega jal ke parwana dil bahut najuk hai lekin gum se takrayenge hum dil bahut najuk hai lekin gum se takrayenge hum pyar me tere bhula denge jamane ke gum tutega nahi ulfat ka jamana tutega nahi ulfat ka jamana kahega jal ke parwana dil ka afsana kahega jal ke parwana kahega jal ke parwana dar se tere aye jamane ishk jhuk sakta nahi dar se tere aye jamane ishk jhuk sakta nahi kaid me rahta hai kab azad parwana kahi hum nahi honge tere diwana kahega jal ke parwana dil ka afsana kahega jal ke parwana kahega jal ke parwana