SONG: Ye Aansu Mere Dil Ki Zubaan Hain - ये आँसू मेरे दिल की ज़ुबान हैं

Ye Aansu Mere Dil Ki Zubaan Hain - ये आँसू मेरे दिल की ज़ुबान हैं

LYRICS:
ye aansu mere dil ki zubaan hai ye aansu mere dil ki zubaan hai mai royu to ro de aansu mai hans du to hans de aansu ye aansu mere dil ki zubaan hai ye aansu mere dil ki zubaan hai aankh se tapki jo chingari, har aansu me chabi tumhari aankh se tapki jo chingari, har aansu me chabi tumhari chir ke mere dil ko dekho, bahate lahu me prit tumhari ye jivan jaise sulaga tufaan hai ye aansu mere dil ki zubaan hai mai royu to ro de aansu mai hans du to hans de aansu ye aansu mere dil ki zubaan hai ye aansu mere dil ki zubaan hai jivan-path par jivan sathi, sath chale ho muh na modo jivan-path par jivan sathi, sath chale ho muh na modo dard-o-gam ke dorahe par, mujhko tadapta yu na chhod o ye nagma mere gam ka bayaan hai ye aansu mere dil ki zubaan hai mai royu to ro de aansu mai hans du to hans de aansu ye aansu mere dil ki zubaan hai ye aansu mere dil ki zubaan hai