SONG: Ye Aankhe Jawani - ये आँखे जवानी

Ye Aankhe Jawani - ये आँखे जवानी

LYRICS:
ye aankhe jawani mein kya dhundati hai ye aankhe jawani mein kya dhundati hai suna hai ke koi nasha dhundati hai suna hai ke koi nasha dhundati hai suna hai suna hai ke koi nasha dhundati hai ye aankhe jawani mein kya dhundati hai hun mohabbat ki, hun mohabbat ki bhukhi, mohabbat ki pyaasi hun mohabbat ki, hun mohabbat ki bhukhi, mohabbat ki pyaasi ha ye dil mein kisi ke wafa dhundati hai ha ye dil mein kisi ke wafa dhundati hai suna hai ke suna hai ke koi nasha dhundati hai ha ye aankhe jawani mein kya dhundati hai hue mujarim, hue mujarim wafa ki ye aati jafa ki hue mujarim, hue mujarim wafa ki ye aati jafa ki ha sazawaar hai ye saza dhundati hai ha sazawaar hai ye saza dhundati hai suna hai ke suna hai ke koi nasha dhundati hai ye aankhe jawani mein kya dhundati hai