SONG: Yaro Kisi Se Na Kehna - यारो किसी से ना कहना

Yaro Kisi Se Na Kehna - यारो किसी से ना कहना

LYRICS:
yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna mai chori chori aaya hu, musibat na banna yaro mai chori chori aaya hu, musibat na banna yaro milu jo mai kisi se najar ka hu dhokha raahe meri hai band raahe meri hai band par kisi ne nahi roka, milu jo mai kisi se najar ka hu dhokha, raahe meri hai band par kisi ne nahi roka mai chori chori aaya hu, musibat na banna yaro mujhko hai jara etbar, mujhko hai jara yakin jhumta hai aasma jhumta hai aasma ya jhumti hai ye jami, kon hosh me waha hum bhi nashe me yaha talash kar rahi najar, pila gaya wo hai kaha talash kar rahi najar, pila gaya wo hai kaha chhup chhup rahu jo mai yaha puchhe jo koi mai kaha, na na kisi se kahana yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna o yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna mai chori chori, chori chori aaya hu musibat na banna yaro