SONG: Yaqeen - यकीन ऐसे टुटा भरम अपना लूटा

Yaqeen - यकीन ऐसे टुटा भरम अपना लूटा

LYRICS:
yaqeen aise toota bhayam apna loota ye samjhi te hum ki watan hai hamara tumhara thi kinki ghalti gharonda hi toda ye samjhi te hum ki ye ghar hai hamara tumhara ye zinda chitayein ye murda duaayen kahin teer-o-nastar kahin cheekhon aahen ke insah se insah hi bachta fire maara maara.. maaon ke sar se cheeni hai chadar bilkate ye nanhe ye besaya beghar kamjor kaandho pe aulaad ke sar rakshak aaj ravan ke afsar ke daaman hi insaniyat ka hua paara paara..