SONG: Yahi To Hai Mere Khwabon Ka Jahan - यही तो हैं मेरे ख्वाबों का जहां

Yahi To Hai Mere Khwabon Ka Jahan - यही तो हैं मेरे ख्वाबों का जहां

LYRICS:
yahi to hai mere khwabo ka jahan yahi to hai mere khwabo ka jahan ye saji dharti ye khula khula aasma saji dharti ye khula khula aasma kitna madhur lage jeena yaha yahi to hai mere khwabo ka jahan tan mera chhu gayi mahki hawa man mera lahrake gaane laga tan mera chhu gayi mahki hawa man mera lahrake gaane laga bahak gaye mahak gaye mere arma bahak gaye mahak gaye mere arma yahi to hai mere khwabo ka jahan kitna madhur lage jeena yaha ghane ghane pedo se chhane yaha dhup mausam ka salona yaha lagta hai rup ghane ghane pedo se chhane yaha dhup mausam ka salona yaha lagta hai rup pahle kahin dekha ye nahi aankho ne sama yahi to hai mere khwabo ka jahan kitna madhur lage jeena yaha mere liye raaho me hai bikhre khile khile phulo ke ye gajre mere liye raaho me hai bikhre khile khile phulo ke ye gajre dil ye tera samajh gaya phulo ki bhasha yahi to hai mere khwabo ka jahan ye saji dharti ye khula khula aasma kitna madhur lage jeena yaha jeena yaha, jeena yaha jeena yaha, jeena yaha