SONG: Yahi Raho - यहीं रहों

Yahi Raho - यहीं रहों

LYRICS:
yahi raho yahi raho yahi raho raam ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas chaudah barash tak isi jagah par raho hamare paas ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas yahi raho yahi raho yahi raho raam ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas tum jo kahoge to yahi pe ham ek nayi ayodhya basayenge ho ek nayi ayodhya basayenge o tu jo chahoge to dharti ko khod khod, saryu ko bhi yaha layenge he ram siya ram, he ram siya ram he ram siya ram tumhare liya ham ek mahal banayenge fir hath jod jod usme basayenge sab devi devta dekhan ko ayenge danto ke tale wo ungli dabayenge ruk jao mat jao are ho tum yaha kya aaye hamre liye to he ram tum yaha kya aaye hamre liye to dharti pe aaya aakash ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas yahi raho yahi raho yahi raho raam ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas rakhi ke din ham tumko banayege apna pyara bhaiya ho apna pyara bhaiya o sita rani ko bhabhi kahenge le lenge pyar se balaiya he ram siya ram, he ram siya ram he ram siya ram bhabhi ke aas paas chakkar layenge ham inko chhod ke kahi na jayenge ruthegi agar ye inko manayenge dholak bajayenge gana sunayenge ruk jao mat jao are ho kabhi kabhi jangal me mil jate hain he ram kabhi kabhi jangal me mil jate hain rakshas bade badmash ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas yahi raho yahi raho yahi raho raam ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas ram ji mat jao banwas