SONG: Yahi Arman Lekar Aaj Apne Ghar Se Ham Nikale - यही अरमान लेकर आज अपने घर से हम नकले

Yahi Arman Lekar Aaj Apne Ghar Se Ham Nikale - यही अरमान लेकर आज अपने घर से हम नकले

LYRICS:
yahi arman lekar aaj apne ghar se hum nikle jaha hai jidnagi apni usi kute me dam nikle sitaro jagmagao tum baharo muskurao tum meri ujadi mohabbat ki hasi milkar udao tum hasi milkar udao tum jinhe sajde kiye hamne, jinhe sajde kiye hamne wo pathar ke sanam nikle, wo pathar ke sanam nikle jaha hai jidnagi apni usi kute me dam nikle tamnna hai yahi ab to mera sar ho tera dar ho na aasu koi aankho me na sikwa koi lab par ho, na sikwa koi lab par ho agar yu maut aa jaye, agar yu maut aa jaye to apne dil se gum nikle, to apne dil se gum nikle yahi arman lekar aaj apne ghar se hum nikle