SONG: Yahan Koi Nahi Tera Mere Siwa Kehti Hai Jhumti - यहाँ कोई नहीं तेरा मेरे सिवा

Yahan Koi Nahi Tera Mere Siwa Kehti Hai Jhumti - यहाँ कोई नहीं तेरा मेरे सिवा

LYRICS:
yaha koi nahi tera mere siwa kahti hai jhumti gati hawa tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao tere man ki uljhane suljhana chahta hu tere man ki uljhane suljhana chahta hu tum aaj se apni mai banana chahta hu man ke sunhare mandir me bithana chahta hu yaha koi nahi tera mere siwa kahti hai jhumti gati hawa tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao badal bhi banke pani ek din barasta hai badal bhi banke pani ek din barasta hai loha bhi dhalke aag me ek din to pighalta hai jis dil me ho mohabbat ek din to tadapta hai jis dil me ho mohabbat ek din to tadapta hai yaha koi nahi tera mere siwa kahti hai jhumti gati hawa tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao tum sabko chhod kar aa jao aa jao aa jao