SONG: Yahan Jo Jhooth Bolega, Wohi Noto Se Khelega - यहाँ जो झूठ बोलेगा, वहीं नोटों से खेलेगा

Yahan Jo Jhooth Bolega, Wohi Noto Se Khelega - यहाँ जो झूठ बोलेगा, वहीं नोटों से खेलेगा

LYRICS:
yaha jo jhuth bolega wahi noto se khelega ari ari sun le laila o ho sun le laila o ho sun le laila khulegi ek din chori wo fir juto se khelega aayega khub maja sun le majnu ke chacha sunle majnu ke chacha yaha jo jhuth bolega wahi noto se khelega ye ek kagaj ka tukda hai magar isme jamana hai magar isme jamana hai ye jiske pas bhi hoga wohi sabse sayana hai wohi sabse sayana hai kisi ka pyar jitega kisi ke dil ko le lega kisi ke dil ko le lega ari ari sun le laila ho ho sun le laila aa ha ha sun le laila yaha jo jhuth bolega wahi noto se khelega mohabbat bhi o diwane kabhi noto se milti hai kabhi noto se milti hai, ye najuk kali to aankho hi aankho me khilti hai aji aankho me khilti hai jo dega dil ke badle dil wohi kaliyo se khelega wohi kaliyo se khelega aayega khub maja sun le majnu ke chacha sunle majnu ke chacha khulegi ek din chori jo fir juto se khelega karunga ek din kaayaal tujhe apne usulo se tujhe apne uasulo se khushbu aa nahi sakti kabhi kagaj ke phulo se kabhi kagaj ke phulo se jo kate boyega dunia me wahi kato se khelega wahi kato se khelega aayega khub maja sunle majnu ke chacha sunle majnu ke chacha khulegi ek din chori jo fir juto se khelega