SONG: Yaha Naino Me Pyar - यहाँ नैनों में प्यार यहाँ दिल को करार

Yaha Naino Me Pyar - यहाँ नैनों में प्यार यहाँ दिल को करार

LYRICS:
yaha naino me pyar yaha dil ko karar yaha naino me pyar yaha dil ko karar jiya lage piya apne desh me jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar yaha dil ko karar jiya lage piya apne desh me jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar ulfat ki charcha bhari man ki gagariya man ki gagariya man ki gagariya man ki gagariya ulfat ki charcha bhari man ki gagariya man ki gagariya man ki gagariya man ki gagariya hum se chhutegi kabhi hum se chhutegi kabhi na ye nagariya yaha jamun ka ghat yaha tan man sath jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar yaha dil ko karar jiya lage piya apne desh me jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar mausam hai pyara pyara rut hai suhane mausam hai pyara pyara rut hai suhane badal se ude ude badal se ude ude barse jamane jaha sawan ke git jaha ulfat ke prit jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar yaha dil ko karar jiya lage piya apne desh me jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar rate bhi pyari yaha din bhi hai pyara din bhi hai pyara din bhi hai pyara sundar hai sada dekho sundar hai sada dekho yaha jiwan ki lag yaha apna karar jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar yaha dil ko karar jiya lage piya apne desh me jiya lage piya apne desh me yaha naino me pyar