SONG: Yah Hasarat Thi Ke Is Duniyaa Men Bas Do Kaam Kar Jaate - यह हसरत थी के इस दुनिया में बस दो काम कर जाते

Yah Hasarat Thi Ke Is Duniyaa Men Bas Do Kaam Kar Jaate - यह हसरत थी के इस दुनिया में बस दो काम कर जाते

LYRICS:
ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate tumhari yaad me jeete, tumhare gam me mar jate ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate ye duniya dubati tufan aata is qayamat ka ha ye duniya dubati tufan aata is qayamat ka agar dum bhar ko aankho me meri aansu thahar jate ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate tumhari yaad aa aakar mere nashtar chubhoti hai tumhari yaad aa aakar mere nashtar chubhoti hai mere nashtar chubhoti hai magar na dil ke sare zakhm itne din me bhar jate magar na dil ke sare zakhm itne din me bhar jate ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate kahan tak dukh uthaye kahan tak dukh uthaye teri furqat aur judai ke teri furqat aur judai ke agar marna hi tha ek din, na kyun phir aaj mar jate agar marna hi tha ek din, na kyun phir aaj mar jate ye hasrat thi ke is duniya me bas do kaam kar jate