SONG: Yah Baat Kitni Sach Hai Mana Ki Purani - ये बात कितनी सच है माना की पुरानी

Yah Baat Kitni Sach Hai Mana Ki Purani - ये बात कितनी सच है माना की पुरानी

LYRICS:
ye bai kitni sach hai mana ke purani bachpan ki yaad lekar aati hai jawani ye bai kitni sach hai mana ke purani bachpan ki yaad lekar aati hai jawani ye bai kitni sach hai chhup chhup nadi si pule khud apna dhyan bhule sabki nazar bacha ke hum phul se kyu jhule chhup chhup nadi si pule khud apna dhyan bhule sabki nazar bacha ke hum phul se kyu jhule kano me samai hai ab tak wo kahani bachpan ki yaad lekar aati hai jawani ye bai kitni sach hai ye cham chamata chanda wo timtimate tare ye cham chamata chanda wo timtimate tare karte the un dino me kuch aur bhi ishare pal bhar me ruth jana sakhiyo ka phir manana hatho se muh chhupa ke phir jhat se muskurana jivan ki wo kuch ghadiya hai kitni suhani bachpan ki yaad lekar aati hai jawani ye bai kitni sach hai kahte hai kahne wale jisko zindgani hum usko samjhte hai bahta hua pani kahte hai kahne wale jisko zindgani hum usko samjhte hai bahta hua pani ruk ruk meri jawani balaiyan to lelun ek bar mai bachpan ko mudkar ke dekh lu gujre hue din wo hai mithi nishani bachpan ki yaad lekar aati hai jawani ye bai kitni sach hai mana ke purani bachpan ki yaad lekar aati hai jawani ye bat kitni sach hai