SONG: Yade Bani (2) - यादे बानी (2)

Yade Bani (2) - यादे बानी (2)

LYRICS:
Yaadein bani parchaaiyaan Chaaron taraf hai tanhaiya sanam Yaadein bani parchaaiyaan Chaaron taraf hai tanhaiya sanam Aag mein daba jaise dhuaan hai Yahi hamaari daastaan Yaadein bani parchaaiyaan Chaaron taraf hai tanhaiya sanam Aag mein daba jaise dhuaan hai Yahi hamaari daastaan Yaadein bani parchaaiyaan Kya kare hum bhala Bewaja si lagti zindagi Tum waja dhoond lo zindagi Mein aayegi khushi Keh rahi hai kya khaamoshiyaan Dooriyaan rahe na darmiyaan Yaadein bani parchaaiyaan Yaadein bani parchaaiyaan Chaaron taraf hai tanhaiya sanam Aag mein daba jaise dhuaan hai Yahi hamaari daastaan Yaadein bani parchaaiyaan Yahi hamaari daastaan Jo khuda ho khafa Aadmi kare to kya kare Kya tumhe hai pata waqt Saare zakhmo ko bare Jal gaya hamara aashiyaan Hum naya banayenge jahan Yaadein bani parchaaiyaan Chaaron taraf hai tanhaiya sanam Yaadein bani parchaaiyaan Chaaron taraf hai tanhaiya sanam Aag mein daba jaise dhuaan hai Yahi hamaari daastaan Aag mein daba jaise dhuaan hai Yahi hamaari daastaan