SONG: Yad Na Kar Dile Hajin - याद ना कर दिल-ए-हज़ीं

Yad Na Kar Dile Hajin - याद ना कर दिल-ए-हज़ीं

LYRICS:
yaad naa kar dil-e-hajin bhuli huyi kahaniya yaad naa kar dil-e-hajin bhuli huyi kahaniya yaar ki bazm-e-naaj me gujri hui javaniya yaar ki bazm-e-naaj me gujri hui javaniya yaad naa kar dil-e-hajin teri bala me jaan-e-ja rote hain ham to kya hua teri bala me jaan-e-ja rote hain ham to kya hua rote hain ham to kya hua ishk me yu hi be-suku katti hain jindganiya ishk me yu hi be-suku katti hain jindganiya yaad naa kar dil-e-hajin aapko mujhse ishk tha isliye aap chup rahe aapko mujhse ishk tha isliye aap chup rahe isliye aap chup rahe kahti rahi dabe jubaa aapki bejubaniya kahti rahi dabe jubaa aapki bejubaniya yaad naa kar dil-e-hajin bhuli huyi kahaniya yaad naa kar dil-e-hajin