SONG: Yad Aa Raha Hai Dil Ko Bhula - याद आ रहा है दिल को

Yad Aa Raha Hai Dil Ko Bhula - याद आ रहा है दिल को

LYRICS:
yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko bhula hua zamana yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko bhula hua zamana yaad aa raha hai dil ko har shay pe zindagi thi har chiz par jawani har shay pe zindagi thi har chiz par jawani aankho me ek kahani hotho pe ek tarana yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko bhula hua zamana yaad aa raha hai dil ko unki adaye dil ko ab yad aa rahi hai unki adaye dil ko ab yad aa rahi hai chupke se unka aana aur mujhko chhed jana yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko bhula hua zamana yaad aa raha hai dil ko dil ko khabar nahi thi ban jayega kisi din dil ko khabar nahi thi ban jayega kisi din do din ka muskurana rone ka ek bahana yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko bhula hua zamana yaad aa raha hai dil ko yaad aa raha hai dil ko bhula hua zamana yaad aa raha hai dil ko