SONG: Yaas Ke Dar Pe Jhukaa Jaataa Hai Sar Aaj Ki Raat - यास के दर पे झुका जाता है सर आज की रात

Yaas Ke Dar Pe Jhukaa Jaataa Hai Sar Aaj Ki Raat - यास के दर पे झुका जाता है सर आज की रात

LYRICS:
yaas ke dar pe jhukaa jaataa hai sar aaj ki raat yaas ke dar pe jhukaa jaataa hai sar aaj ki raat nind kyaa maut na aayegi idhar aaj ki raat ishq ki god me hai husn kaa sar aaj ki raat chaand se kah do chaand se kah do ke dekhe na idhar aaj ki raat dekhe na idhar aaj ki raat chaand se kah do bam-o-dar jaise simatate se nazar aate hai bam-o-dar jaise simatate se nazar aate hai kabr se tang huaa jaataa hai ghar aaj ki raat tum jab aaye ho tab aayaa hai bahaaro kaa payaam tum jab aaye ho tab aayaa hai bahaaro kaa payaam rashq-e-jannat nazar aane lagaa ghar aaj ki raat chaand se kah do, chaand se kah do kitai viraan hai sunsaan hai duniyaa meri kitai viraan hai sunsaan hai duniyaa meri dil ki dhadakan se bhi lagne lagaa dar aaj ki raat dil ki dhadakan se bhi lagne lagaa dar aaj ki raat dil-e-betaab machaltaa hai machal jaane de dil-e-betaab machaltaa hai machal jaane de aaj ki raat hamaari hai na dar aaj ki raat aaj ki raat hamaari hai na dar ho na dar aaj ki raat chaand se kah do chaand se kah do ke dekhe na idhar aaj ki raat dekhe na idhar aaj ki raat chaand se kah do dil-e-naakaam ye aalam teri maayusi kaa dil-e-naakaam ye aalam teri maayusi kaa pher li jaise khudaa ne bhi nazar aaj ki raat pher li jaise khudaa ne bhi nazar aaj ki raat yaas ke dar pe jhukaa jaataa hai sar aaj ki raat