SONG: Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie - यारों का यार लिए नखरे हज़ार लिए

Yaaron Ka Pyar Liye Nakhre Hazaar Lie - यारों का यार लिए नखरे हज़ार लिए

LYRICS:
yaaron ka pyaar liye nakhre hazaar liye jaati hai gori bulaao re koi yaaron ka pyaar liye nakhre hazaar liye jaati hai gori bulaao re koi ulajhe se baal waala laal laal rumaal waala chhede hai mohe bachaao re koyi ulajhe se baal vaala laal laal rumaal vaala chhede hai mohe bachaao re koyi de dunga jaan mai to aaj teri chaah mein dekho mai let gaya let gaya raah mein de dunga jaan mai to aaj teri chaah mein dekho mai let gaya let gaya raah mein haay na koyi laaj na sharm hai nigaah mein haay na koyi laaj na sharm hai nigaah mein raste ka patthar hataao re koi yaaro ka pyaar liye nakhre hazaar liye jaati hai gori bulaao re koi bich baazaar mere gale pad jaaye hai chhora bekaar me divaana bana jaaye hai bich baazaar mere gale pad jaaye hai chhora bekaar me diwana bana jaaye hai majnu ka pyaar dekho laila thukaraye hai majnu ka pyaar dekho laila thukaraye hai laila ko majnu banaao re koyi ulajhe se baal vaala laal laal rumaal waala chhede hai mohe bachaao re koi phir ek baar gori dekh zara phir ke nakharo ki bhid me mai rah gaya ghir ke phir ek baar gori dekh zara phir ke nakharo ki bhid me mai rah gaya ghir ke oy thodi si dur chala ruk gaya phir se oy thodi si dur chala ruk gaya phir se chhakade ko motar banaao re koi yaaron ka pyaar liye nakhre hazaar liye jaati hai gori bulaao re koi ulajhe se baal vaala laal laal rumaal waala chhede hai mohe bachaao re koi