SONG: Yaaro Manao Jashne Bahara

Yaaro Manao Jashne Bahara

LYRICS:
yaaron manaao jashn e bahaaraan maan gayi maan gayi mehbooba yaaron manaao jashn e bahaaraan maan gayi maan gayi mehbooba aaj sajegi mehfil yaaraa maan gayi maan gayi mehbooba milne ko mili wo har rut har ghataa ke neechhe par ye nahin jaana gham kya hai nazar ke piche ae milne ko mili wo har rut har ghataa ke nichhe par ye nahi jaana gham kya hai nazar ke pichhe magar aaj to mera dard bhi pehchaan gayi mehbooba yaaron manaao jashn e bahaaraan maan gayi maan gayi mehbooba aaj sajegi mehfil yaaraa maan gayi maan gayi mehbooba usne sun li hai har hasrat hamaare jee ki aayegi mere ghar tak ghunghat mein wo chaandni si usne sun li hai har hasrat hamaare ji ki aayegi mere ghar tak ghunghat mein wo chaandni si wo hi baat jo main naa keh sakaa wahi maan gayi mehbooba yaaron manaao jashn e bahaaraan maan gayi maan gayi mehbooba aaj sajegi mehfil yaaraa maan gayi maan gayi mehbooba