SONG: Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zingadi - यारी है ईमान मेरा यार मेरी ज़िंदगी

Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Zingadi - यारी है ईमान मेरा यार मेरी ज़िंदगी

LYRICS:
gar khuda mujhse kahe gar khuda mujhse kahe kuch mang ae bande mere main ye magu main ye maagu mehfilo ke daur yu chalte rahe hampeala ho, hamnwala ho, hamsafar hamraaz ho ta qayamat ta qayamat jo chirago ki tarha jalte rahe yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi are! yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi pyar ho bando se ye, o o pyar ho bando se ye sab se badi hai bangi yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi saaz-e-dil chhedo jaha mein, ae ae ae saaz-e-dil chhedo jaha meinpyar ki gunje sada saaz-e-dil chhedo jaha meinpyar ki gunje sada jin dilo mein pyar hai unpe bahare ho fida pyar leke noor aaya pyar leke nor aaya pyar leke sadgi yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi are! jaan bhi jaye agar jaan bhi jaye agar yari mein yaro gam nahi jaan bhi jaye agar yari mein yaro gam nahi apne hote yaar ho gamgin matalb ham nahi
ham jaha hai us jahag ham jaha hai us jahag jhumegi nachegi khushi yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi yaari hai! meri imaan mera yaar meri zindagi gul-e-guljar kyo bejar najar aata hai gul-e-guljar kyo bejar najar aata hai chashm-e-bad ka shikar yaar najar aata hai chhupa na hamse, jara haal-e-dil suna de tu teri hansi ki kimat kya hai, ye bata de tu teri hansi ki kimat kya hai, ye bata de tu kahe to aasma se chand-tare le aau hansu jawan aur dilkash najare le aau oye! oye! kurban tera mamnun hu, tera mamnun hu tune nibhaya yarana teri hansi hai aaj sabse bada najrana teri hansi hai aaj sabse bada najrana yaar hanste hi yaar hanste hi mahfil mein jawani aa gayi, aa gayi yaari hai! iman mera yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi yaari hai! yari hai iman mera yaar meri zindagi lo sher! kurban! kurban!