SONG: Yaar Ki Gali Me Pukare Chale Gaye - यार की गली में पुकारे चले गये

Yaar Ki Gali Me Pukare Chale Gaye - यार की गली में पुकारे चले गये

LYRICS:
yar ki gali me pukare chale gaye hum yar ki gali me pukare chale gaye kya bartan kalai karalo bartan kalai karalo bartan kalai karalo bartan kalai karalo aashek hai hum nekhatu hamko na dekho bhalo bartan kalai karalo bartan kalai karalo tere kuche me bin jute watan se chal ke aaya hu mai dil ki har tamanna asli ghee me tal ke laya hu nakam hoke teri gali se na jaunga din rat tere hi ghar ke chakkar lagaunga badnam ho gaya to koi gum nahi mujhe mai aasheko ki list me to aa hi jaunga kahta rahunga mai yahi jab tak hu kuwara bartan kalai karalo bartan kalai karalo aashek hai hum nekhatu hamko na dekho bhalo bartan kalai karalo bartan kalai karalo ek tera sahara ek tera sahara ek tera sahara ek tera sahara dunia yahi chahti hai mai rah jau kuwara ek tera sahara agar pyar tere dil me hai tu ghar chhod ke aaja tu khidki ya darwaje sabhi tod ke aaja diwana tera dekh le marne ko chala hai aaja ke yahi waqt hai tu daud ke aaja kuche me tere aake lagaya hai ye nara bartan kalai karalo bartan kalai karalo aashek hai hum nekhatu hamko na dekho bhalo bartan kalai karalo bartan kalai karalo