SONG: Yaar Chulabulaa Hai Hasin Dilarubaa Hai - यार चुलबुला है हंसीं दिलरुबा है

Yaar Chulabulaa Hai Hasin Dilarubaa Hai - यार चुलबुला है हंसीं दिलरुबा है

LYRICS:
yar chulbula hai hasi dilruba hai jhuth bolta hai magar zara zara to bolo ji, phir kya kare divaana to bolo ji, phir kya kare divaana ye kise pata hai ye husn ki ada hai tumko dil diya hai magar zara zara to dekho ji, dhokhe me aa na jaana to dekho ji, dhokhe me aa na jaana yar chulbula hai chhodo sharaarat shabaab ke hai din bachpan ke shaayad janab ke hai din chhodo sharaarat shabaab ke hai din bachpan ke shaayad janab ke hai din bas isi ada pe ham sanam tumhare ho liye kis tarah yaqi hamko ayae ye to boliye to suna lo to suna lo to sun-sun-sun-sun-sun to suna lo ji, kehta kya zamaana to dekho ji, dhokhe me aa na jaana yar chulbula hai ulajhe se baalo ka hai ye haal kya tumne jo dekha to aa gaya nasha ulajhe se baalo ka hai ye haal kya tumne jo dekha to aa gaya nasha chal raha hai tir, dil bachaaiye bachaaiye pahale naino ki jhuki kamaan to uthaaiye to dekho to dekho to de-de-de-de-de to dekho ji, dil ho gaya nishaana to bolo ji, phir kya kare divaana yar chulbula hai aise hasino ka aitbaar kya achchha to takte ho baar baar kya aise hasino ka aitbaar kya achchha to takte ho baar baar kya dekhta hu kisne ye hasi shakal banayi hai aisa lag raha hai tumne gehri chot khayi hai to dekho to dekho to de-de-de-de-de to dekho ji, is dil ka talmalana to dekho ji, dhokhe me aa na jaana yar chulbula hai hasi dilruba hai jhuth bolta hai magar zara zara to bolo ji, phir kya kare divaana to dekho ji, dhokhe me aa na jaana to bolo ji, phir kya kare divaana to dekho ji, dhokhe me aa na jaana