SONG: Yaane Yaane - याने याने

Yaane Yaane - याने याने

LYRICS:
ik khushkhabri kaano kaan phaili hai haan meri jaan jiski badaulat jhoom utha hai dil ka soona makaan haye yaani yaani yaani yaani aane ko hai ik mehmaan haye yaani yaani yaani yaani jiski peshagi hai ye muskaan haye yaani yaani yaani yaani aane ko hai ik mehmaan haye yaani yaani yaani yaani haath aayi hai khushiyon ki haan ik khushkhabri kaano kaan phaili hai meri jaan karke afsos ko rukhsat angdaiyan leti hai kismat maalik ki ajeeb hai azmat itni jaldi jo huyi hai kubool dua parchaiyan door hain humse ras bhi kahe noor kasam se apni umeed ke dum se masla har fakar aaj fizool hua dil ka mehka hai muhalla koocha koocha halla gulla main vaari jaaun allah wallah wallah wallah haye yaani yaani yaani yaani yaaane jashn ka hai ye farmaan haye yaani yaani yaani yaani jiski peshagi hai ye muskaan haye yaani yaani yaani yaani yaaane jashn ka hai ye farmaan haye yaani yaani yaani yaani jiski peshagi hai ye muskaan haye yaani yaani yaani yaani yaani harek ko hai ik mehmaan haye yaani yaani yaani yaani haan khaayi hai khushiyon ki khaar.