SONG: Yaad Vachan Jab - याद वचन जब

Yaad Vachan Jab - याद वचन जब

LYRICS:
tum ko pukarti hai partap ki kahaniya tum ko pukarti hai wo padmani si raniya tum ko pukarti hai partap ki kahaniya aah naa ki parwaah naa ki aakhir tak apni jaanki usne dikhala di duniya ko kya unchai insaan ki usne dikhala di duniya ko kya unchai insaan ki aise veero ke karan dharti tiki hui bhagwan ki amar rahegi amar kahani amar ke is balidan ki amar ke is balidan ki amar ke is balidan ki amar rahegi amar kahani amar ke is balidan ki