SONG: Yaad Tumhari Kyu Aaye Balma - याद तुम्हारी क्यों आये बालमा

Yaad Tumhari Kyu Aaye Balma - याद तुम्हारी क्यों आये बालमा

LYRICS:
yaad tumhari kyu aaye baalma ho tum to gaye ho hume bhul yaad tumhari kyu aaye baalma ho tum to gaye ho hume bhul amwa ki daali pe bole koyaliya birha ke geet gaaye banke muraliya chandni raat bhi na bhaye baalma ho tum jo gaye ho hume bhul yaad tumhari kyu aaye baalma ho tum to gaye ho hume bhul tumhi batao jeeyu kiske sahare sari sari raat kaatu gin gin taare naino me nindiya na aaye baalma ho tum jo gaye ho hume bhul yaad tumhari kyu aaye baalma ho tum to gaye ho hume bhul taaro bhari hai dekho raat suhani tum bin roti hai majbur jawani dil ki kali murjhaye baalma ho tum jo gaye ho hume bhul yaad tumhari kyu aaye baalma ho tum to gaye ho hume bhul