SONG: Yaad Rakhna Sanam Pyar Ki Dastaa - याद रखना सनम प्यार की दास्ताँ

Yaad Rakhna Sanam Pyar Ki Dastaa - याद रखना सनम प्यार की दास्ताँ

LYRICS:
ae ji ae ji yaad rakhna sanam pyar ki dastaa ae ji ae ji yaad rakhna sanam pyar ki dastaa sun rahi hai jami sun raha aasma sun rahi hai jami sun raha aasma pyar ki dastaa ae ji ae ji yaad rakhna sanam pyar ki dastaa o chand taro ki mahfil me tune kaha jarre jarre ne ulfat ka nagma suna bhul jana ise ab na ae meri jaan bhul jana ise ab na ae meri jaan pyar ki dastaa ae ji ae ji yaad rakhna sanam pyar ki dastaa o yaad rakhna sanam pyar ki baat aaj ki raat ko o jindagi ki haseen is mulakat ko dekh kar khil utha hai jise gulsita dekh kar khil utha hai jise gulsita pyar ki dastaa ae ji ae ji yaad rakhna sanam pyar ki dastaa o jab talak chand suraj sitare rahe o tum hamare raho hum tumhare rahe ho jahan me mohabbat ka uncha nishaa ho jahan me mohabbat ka uncha nishaa pyar ki dastaa ae ji ae ji yaad rakhna sanam pyar ki dastaa