SONG: Yaad Rakhna Mujhe Yaad Rakhna - याद रखना मुझे याद रखना

Yaad Rakhna Mujhe Yaad Rakhna - याद रखना मुझे याद रखना

LYRICS:
yaad rakhnaa mujhe yaad rakhnaa preet ki duniya meri aabaad rakhnaa o mujhe yaad rakhnaa yaad rakhnaa mujhe yaad rakhnaa preet ki duniya meri aabaad rakhna o mujhe yaad rakhnaa kaali kaali ghata jab chhaayegi yaad tumko hamaari sataayegi yaad tumko geet birha ki raani tere gaayegi re raani teri gaayegi gaayegi gaayegi bhel bandhe hai bhel bandhe dil ki bagiya mein chahaknaa bagiya mein chahaknaa preet ki duniyaa meri aabaad rakhna o mujhe yaad rakhnaa yaad rakhna mujhe yaad rakhnaa preet ki duniyaa meri aabaad rakhna o mujhe yaad rakhna o dekho dekho aaye din bahaar ke re dekho dekho o din aaye hain aaye hain pyaar ke re dekho dekho meet mere meet mere kaahe toone jaadoo kiyaa re tere binaa tere bina lag na sake moraa jiyaa re moraa jiyaa re kahaan basaaoge mohe piya piya re piya piya re kahaan basaaoge mohe piya piya re piya piya re phool bandhe he phool bandhe dil ki bagiyaa mein mahaknaa bagiyaa mein mahaknaa preet ki duniyaa meri aabaad rakhna yaad rakhna preet ki duniyaa meri aabaad rakhna o mujhe yaad rakhna