SONG: Yaad Nahi Jati Bichad Gaya Pichla - याद नहीं जाती

Yaad Nahi Jati Bichad Gaya Pichla - याद नहीं जाती

LYRICS:
yaad nahi jati yaad nahi jati bichad gaya kitna pagalpan chala gaya sathi yaad nahi jati chanda dhire aata chanda dhire aata aa raato ko behkata raato ko behkata fir vo, fir vo chupke gaata kaisa ye preeti ka nata kaisa ye preeti ka nata deepak hansta nach nach kar jal jaati bati vo paapi dhuan bankar ke apna haal sunati bichad gaya kitna pagalpan chala gaya sathi yaad nahi jati kaha chaman hai kaha bahare kaha chaman hai kaha bahare bulbul ki hai kaha pukare bulbul ki hai kaha pukare chum chum kar kaliyo ko kyu shabnam nahi jagaati hawa me udhkar sukhi patti gali gali ye gati bichad kitna pichla pagalpan chala gaya sathi sathi yaad nahi jati