SONG: Yaad Jab Aaye Teri Apni Guzari Zindagi - याद जब आये तेरी अपनी गुज़री ज़िंदगी

Yaad Jab Aaye Teri Apni Guzari Zindagi - याद जब आये तेरी अपनी गुज़री ज़िंदगी

LYRICS:
yaad jab aaye teri apni gujri jindagi yaad kar leta hu, aah bhar leta hu yaad jab aaye teri dil mera lagta nahi kuch mujhe bhata nahi ye mujhe kya ho gaya kuch samajh aata nahi yaad jab aaye teri apni gujri jindagi yaad kar leta hu, aah bhar leta hu yaad jab aaye teri ye andhere raaste, ye andhere raaste hai mere hi waste ye andhere raaste, hai mere hi waste thokare khata rahu, ashk barsata rahu hai yahi taqdeer me dil ko samjhata rahu yaad jab aaye teri apni gujri jindagi yaad kar leta hu, aah bhar leta hu yaad jab aaye teri kya khushi ki aarzu jab khushi meri nahi maut sayad ho meri jindagi meri nahi yaad jab aaye teri apni gujri jindagi yaad kar leta hu, aah bhar leta hu yaad jab aaye teri