SONG: Yaad Hai Ye Husnwale

Yaad Hai Ye Husnwale

LYRICS:
tumko jo dekha to pahle hosh ude fir dil gaya eji mil gaya humko mohbbat ka natija mil gaya bhai waah kamaal hai jaan jati hai yahan lakin tumhra dil gaya mai puchti hun ki tum kaise aashik ho ke itne me kaleja hil gaya maine kahan ki jaan lena agar to shok se ye jaan lo magar shart itni hai ki tum kehna maan lo husn kahte hai hume acchi tarah phichaan lo samjhe are kaam ye accha nahi behkane ka ab irada hai mera mar jane ka dil lagaoge agar humse to pachhtaoge tum ek na ek din gum ke aangaro me jal jaoge tum eji humne mana hum pe rah rah kar sitam dhaoge tum magar dekhna ye hai ki ab bach kar kahan jaoge tum husn ke aashik hai wo wada unhe vismil ka hai jhuthi baaton me na aana mashwara ye dil ka hai husn se baat aa padi hai wakt kis muskil ka hai aur ya ilahi khair karna ab samna katil ka hai hay usne seekha hai hunar tadpaane ka eji lut gaya imaan bhi diwane ka hay re diwane ka kaun kehta hai ki jahan me pyaar karna bura hai sach to ye hai pyaar ka ijhar krna bura hai vakai ek dusre pr vaar krna hai bura is tarah aapas me yun takrar karna hai bura accha, aji silsila accha nahi takrane ka hai irada hai mera mar jane ka usne seekha hai hunar tadpaane ka eji lut gaya imaan bhi diwane ka diwane ka usne seekha hai hunar tadpaane ka eji lut gaya imaan bhi diwane ka