SONG: Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba - याद आयी आधी रात को,कल रात की तौबा

Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba - याद आयी आधी रात को,कल रात की तौबा

LYRICS:
yaad aayi aadhi raat ko yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke har baat pe kahte hai ke kis baat ki toba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has ki maine agar pi ke do to kis baat ki toba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme kya khwab tha bahke hue jajbaat ki toba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba kal raat ki toba